corona lockdown me jummah ki namaz kaise adaa kare
Assalamu Alaikum Warahmatullah Wabarakatu
Is waqt halaat bade nazooq mod par hai aur hamara mulq isse bahot jyaada mutassir hai,Corona virus ki wajah se huqoomat ne lockdown kiya hai aur majma ekhatta hona bheed lagana is sab par pabandi hai inhi chizo ko dekh te huwe ulama e kiram ne is baat ka faisala kiya hai ke kal jumah ki namaz bharat ka har musalman apne gharo me padle
Aur aap sabse appeal hai ke bagair kisi shadeed zaroorat ke apne gharon se bahar na aaye,aur apne gharon me reh kar Allah se khoob duwa kare ke Allah is bimari ko jald se jald khatam kare
Short Message by:Maulana Arif Inaami
Recorded on:26/03/2020
Social Links:
YouTube

Comments
Post a Comment