Koyi bhi kaam chota ya bada nahi hota | Hazrat Dawood as ka waqia | Faro...
Hazrat Dawood as ka kaam kya tha aur kya koyi kaam chota ya bada hota hai bayan by Haji farooq bhai banglore ke
dawood as Alaihisalam jo Waqt ke badasha the aur Allah ke nabi bi the lekin wo saat hi saat lohar ka kaam bhi karte the isse ye malum chalta hai ke koyi bhi halam kaam chota nahi hota aur koyi bhi haram kaam bada nahi hota,aur Allah ne halal kaam karne me izzat rakhi hai aur haram karne wale ko duniya me bhi izzat nahi milti aur akhi rat me to jahannam uska thikana hai,Allah hame halal kamane ki taufiq ataa farmaaye,
Haji Farooq Sahab Allah ke Deen ko duniya me aam karne ke liye bahot mehnat karte hai Allah unke is kaam qabool farmaaye Aur unki umar me barkat ataa farmaaye, Aur tabligh kaam jo nizamuddin se shuru huwa hai Allah is kaam ki ifazat ataa fartmaaye

Comments
Post a Comment