Zakat ka nisaab kya hai | 16 Ramadan | Aaj ke masail | Maulana Arif Inaa...



Assalamu Alaikum

Aaj ke masail aaj zakat kin chizon par hai aur zakat ka nisaab kitna hai, Sone par kitni zakat hai,Chandi par kitni zakat hai,Bank balance par kitni zakat hai, LOan rehne par zakat wajib hoti hai ya nahi ? Zakat kis ko dena chahiye, in tamam zakat ke masail ko mukhtasar se waqt me bataya gaya hai ,aur is se pehle wali video me zakat kis par farz hai samjha ya gaya hai wo video ko bhi zaroor sune aur apne tamam un doston ko jin par zakat dena wajeeb un sab ko ye video ZAROOR SHARE KARE



Comments