Zakat ke mutafarriq masail | 26 Ramadan | Aaj ke masail | Maulana Arif I...





Zakat ke masail aur kya lockdow ki waja se jo gareebo par halaat aye hai unko zakat de sakte hai.

1) Kya bew aurat ko zakat de sakte hai
2) Kya sayyed ko zakat de sakte hai
3) Kya fakeer ko zakat de sakte hai
4) Aurat par zakat farz ho to kya uski zakat uska shohar de sakta hai
5) Agar bewa aurat ke paas sona ya chandi ho to use zakat dena durust hai ya nahi
6) kya sharabi aadami ko zakat ke paise de sakte hai
7) Kya gair muslim ko zakat de sakte hai

In tamam sawalon ke jawab is video me diye gaye hai,zaroor sune aur apne tamam dosto aur rishte daro ke saat share kare

Assalamu Alaikum...
.... Doston is channel par hum islamic bayanat, short videos jis me deen ki nasihat ho, islamic facts jis se aap ko islam ke bare me janane ko milega aur islamic posts, padhne suna ne aur dekhne ko milengi to aap sab se dar khwast hai ke hamare channel ko
"SUBSCRIBE" zaroor kare aur apne doston ke saat share kare

JAZAKALLAH

LINKS.

Twitter
Take a look at Hafizullah (@HafizullaM): https://twitter.com/HafizullaM?s=09

Intagram
https://t.co/NCkdsCfQPt

Facebook
https://m.facebook.com/Trueteachingsofislam1/

Comments